Teri Meri Kahaani
Arijit Singh Begins)
Mujh mein safar, tu karti rahe
Har ek saans mein, guzarti rahe
Shaam o subah, tu mera
Tere bina, kya mera
Do jism jaan, ek hain
Na hona kabhi tu juda
Teri meri kahaani, hai baarishon ka paani
Banke jo ishq barse, teri meri kahaani

Dekho na kaisi, ijaazat mili hai
Ek doosre mein, hifazat mili hai
(Palak Muchhal Begins)
Jeene ki saari, zaroorat mili hai
Jo bhi hai jaisa hai, yunhi hamesha
Hamesha rahe jis tarah

Comments
Post a Comment